Sunday, September 03, 2006

Dingys Poetry

Arz hai..


Apni Tamanna woh apni Aarzoo
Khaye Kaila aur khay  aaruh
Miliyay to daikhiyay woh khaati jaayey
Naam apna woh Khaansuri baatayey
Motee to nahin,par ussey patla bhi nahin kaha ja sakta
NaKaara woh bilkul,ussey nuksaan bhi kaha ja sakta
kaam ka bolo to woh,wahiin baith jaayey
Mun uska magar kuch na kuch chubata jaayey
Ussey Khana na do,to woh soney na day
Bhook kay bawajood,baan baan karti jaayey
Woh insaan ki aulaad nahin
Aap samajh jaa'iyay
Chaliyay bohot ho gayee uss ki taa'reef
Ab zara bura'ee bhi ho jaaye

1 Comments:

Anonymous Anonymous said...

wah wah ! :)

10:20 AM  

Post a Comment

<< Home